Jo bheji thi dua lyrics-Arijit Singh
Duaa Song Detail Song :
Song : Jo bheji thi Duaa
Album : Shanghai (2012)
Singer : Nandini Sirkar, Arijit Singh, Shekhar Ravjiyani
Music : Vishal Shekhar
Lyrics : Kumaar
Starring : Abhay Deol, Emraan Hashmi, Kalki Koechlin and Prosenjit Chatterjee.
jo bheji thi dua song lyrics - Arijit Singh
Kise poochun hai aisa
kyun Bezuban sa yeh jahan hai Khushi ke pal kahan dhoondun Benishan sa waqt bhi yahan hai
Jaane kitne labon pe gile hai Zindagi se kai faasle hain Base jitte hain sapne kyun aankhon mein
Lakeerein jab chhoote in haathon se yun bewajah
Jo bheji thi Duaa
Woh jaake aasman se yun takra gayi
Ke aa gayi hai laut ke sadaa Jo bheji thi duaa
Woh jaake aasman se yun takra gayi
Ke aa gayi hai laut ke sadaa
Saanson ne kahan rukh mod liya Koi raah nazar mein na aaye Dhadkan ne kahan dil chhod diya Kahan chhode in jismon mein saaye
Yehi baar baar main sochta hoon tanha main yahan
Mere sath sath chal raha hai yaadon ka dhuan
Jo bheji thi duaa

Jo bheji thi duaa Woh jaake aasman Jo bheji thi duaa Bheji thi duaa (x4)

Jo bheji thi Duaa lyrics written by Kumaar

Comments
Post a Comment