Zara Sa Jhoom Loon Main lyrics - Dilwale Dulhania Le Jayenge | Abhijeet
Zara Sa Jhoom Loon Main Song Details :
Song : Zara Sa Jhoom Loon Main
Album : Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
Singer : Asha Bhosle, Abhijeet
Music : Jatin, Lalit
Lyrics : Anand Bakshi
Starring : Shahrukh Khan, Kajol.
Zara Sa Jhoom Loon Main lyrics - Dilwale Dulhania Le Jayenge
Zara sa ghoom loon main
Arre na re, na re, na
Zara sa ghoom loon main
Arre na re, na re, na
Aa tujhe choom loon main
Arre na re baba na
Main chali ban ke hawa
Rabba mere mainu bacha x (2)
Mausam ye beimaan
Masti ka ye sama
Roko o logon zameen pe
Girne laga aasman
Thumak thumak ke jhoolungi
Main uddke gagan ko chhu loongi
Main chali ban ke hawa
Rabba mere mainu bacha
Zara sa jhoom loon main
Arre na re, na re, na
Zara sa ghoom loon main
Arre na re, na re, na
Aa tujhe choom loon main
Arre na re baba na
Thandi thandi pavan
Jalta hai ye badan
Jee chahata hai bana loon
Tujhko apna sajan
Hua nahin ye pehle kabhi
Meri chaal badal gayi abhi abhi
Main chali ban ke hawa
Rabba mere mainu bacha
Zara sa jhoom loon main
Arre na re, na re, na
Zara sa ghoom loon main
Arre na re, na re, na
Aa tujhe choom loon main
Arre na re baba na
Jaati hai tu kahan
Jaan-e-mann, jaan-e-jaan
Ladki hai tu khoobsurat
Ladka main naujawan
Tujhe gale laga loon aa
Palkon mein bitha loon aa
Ho gaya mujhe nasha
Rabba mere mainu bacha
Zara sa jhoom loon main
Arre na re, na re, na
Zara sa ghoom loon main
Arre na re, na re, na
Aa tujhe choom loon main
Arre na re baba na
Main chali ban ke hawa
Rabba mere mainu bacha
Written by Anand Bakshi

Comments
Post a Comment