Haan Jab tak hai Jaan lyrics - Sholay (1975)
Haan jab tak hai Jaan song details :
Song : Haan Jab tak hai Jaan
Album : Sholay (1975)
Singer : Lata Mangeshkar
Music : R.D Burman
Lyrics : Anand Bakshi
Starring : Dharmandra, Amitabh Bachchan, Hema Malini, Jaya Bachchan, sanjeev kumar.
Haan Jab tak hai Jaan Song lyrics
Haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Oo haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Pyaar kabhi bhi marta nahin
Maut se bhi yeh darrta nahin
Pyaar kabhi bhi marta nahin
Maut se bhi yeh darrta nahin
Lut jaayenge mit jaayenge
Mar jaayenge hum
Zinda rahegi hamaari daastaan
O haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Toot jaaye paayal to kya
Paaon ho jaaye ghaayal to kya
Toot jaaye paayal to kya
Paaon ho jaaye ghaayal to kya
Dil diya hai dil liya
Hai pyaar kiya hai to
Dena padega mohabbat
Ka imtehaan
O haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Yeh nazar jhuk sakti nahin
Yeh zubaan ruk sakti nahin
Yeh nazar jhuk sakti nahin
Yeh zubaan ruk sakti nahin
Main kahoongi gham
Sahoongi chup rahoongi kya
Bebas hoon lekin
Nahin main bezubaan
O haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Haan jab tak hai
Jaan jaane jahan
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Main naachoongi
Written by Anand Bakshi
Comments
Post a Comment