Skip to main content

Husn Hai Suhana Lyrics - Coolie No. 1 (1995)


Husn Hai Suhana Lyrics - Coolie No. 1 (1995)

Husn hai suhaana ishq hai deewana Song Details :

Song : Husn hai Suhaana ishq hai deewana 

Album : Coolie No. 1 (1995)

Singer : Abhijeet Bhattacharya, Chandana Dixit

Music : Anand milind 

Lyrics : Sameer 

Starring : Govinda, Karisma Kapoor. 

Husn Hai Suhana Lyrics - Coolie No. 1 (1995)

Husn Hai Suhana Song Lyrics


Husn hai suhaana ishq hai deewana
Husn hai suhaana ishq hai deewana

Roop ka khazaana aaj hai lootaana
Aake deewane mujhe seene se laga

Na na na goriya chura na mera jiya
Goriya chura na mera jiya

Husn hai suhaana ishq hai deewana
Roop ka khazaana aaj hai lootaana

Aake deewane mujhe seene se laga
Na na na goriya chura na mera jiya

Goriya chura na mera jiya
Goriya chura na mera jiya

Karke ishaara bulaaye javaani
Aise lubha na mujhe deevani

Aise lubha na mujhe deevani
Tere bina hai adhoori kahaani

Doonga tujhe main koi nishaani
Doonga tujhe main koi nishaani

Aa ja aa jaao na aaja
Aa jaao na dilabarajaani

Jaan-e-jaanaan o jaanaan
Tu hai khwaabon ki raani

Apana banaaungi nigaahen to mila
Na na na goriya ne paagal mujhe kiya

Goriya ne paagal mujhe kiya

Goriya chura na mera jiya
Goriya chura na mera jiya

Mauka milan ka kahaan roj aaye
Aise mujhe kyon kareeb laaye

Aise mujhe kyon kareeb laaye
Dard-e-judaai sahi ab na jaaye

Koi nasha sa dhadakan pe chhaaye
Koi nasha sa dhadakan pe chhaaye

Dheere dheere se haule
Haule se kyon tadapaaye

Pyaasi raaton mein
Aisi baaton mein kyon bahakaaye

Kya hai iraada mere yaar bata
Na na na goriya hai aashiq tera piya

Goriya hai aashiq tera piya
Husn hai suhaana ..

Husn hai suhaana ishq hai deewana
Roop ka khazaana aaj hai lootaana

Aake deewane mujhe seene se laga
Na na na goriya chura na mera jiya

Goriya chura na mera jiya
Goriya chura na mera jiya.

Written by Sameer

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao Allah Maaf Kare Song Details: Song : Allah Maaf Kare  Album : Desi Boys  (2001) Singer : Sonu Nigam, Shilpa Rao Music : Pritam Lyrics : Kumaar Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Allah Maaf Kare Lyrics Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Tujhse mohabbat ho gai Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Dekha tujhe to saansein ruk gayi Sajde mein ye aankhein jhuk gayi Teri ibaadat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Ye din jawaani ke dil ki kahaani ke Aise bitaata hoon main Tere khyaalon mein Apne sawaalon mein Uljha sa jaat hoon main (x2) Ho ladte ladte...

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011)

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011) Jhak maar ke Song Details : Song : Jhak Maar Ke Album : Desi boyz  (2011) Singer :  Harshdeep Kaur, Neeraj Shridhar Music : Pritam  Lyrics : Irshad Kamil  Starring : John Abraham, Deepika Padukone. Jhak Maar Ke Lyrics Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Tujhpe na aitbar mujhe Fika lage tera pyaar mujhe Main na banaoon dildaar tujhe Saare sapne te jhoote Ab tak pyaar ke Dil jaane rab jaane Na khabar pe main Tere ab dil haar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Jab jab yaara dhoondo tuhjko Paa loon main khud ko Hi tu hi hai mera pata Duniya bhar ki kasme kha kar Karke vaade kehta hoon ...

Let It Be Lyrics - Desi Boyz (2011)

Let It Be Lyrics - Desi Boyz (2011) Let it be Song Details : Song : Let It Be Album : Desi boyz  (2011) Singer : Shaan  Music : Pritam  Lyrics : Amitabh Bhattacharya  Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Let It Be Lyrics Let it be, let it be ab jaane de Ro liya aye zara muskurane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Ghalatiyon wali list mitane de Story mein ek twist toh aane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Meri majbooriyon ki hai Tujhko kasam tujhko kasam Chhod bhi de yeh naraazgi Apno se kab tak yahaan koi rootha hai Kya sahi kya nahin yeh sikha de na Bhoole hum raste pe toh aane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Let it be, let it be ab jaane de Ro liya aye zara muskurane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Fursat ki eento se ...