Skip to main content

Main Shama Tu Parwana Lyrics - Platform (1993)


Main Shama Tu Parwana Lyrics - Platform  (1993)


Main Shama th Parwana Song Details : 

Song : Main Shama Tu Parwana

Album : Platform  (1993)

Singer : Udit Narayan, Alka Yagnik 

Music : Anand milind 

Lyrics : Sameer 

Starring : Ajay Devgan, Tisca Chopra, Priya.

Main Shama Tu Parwana Lyrics - Platform  (1993)

Main Shama Tu Parwana Song Lyrics

Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana

Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana

Tere liye jalti bujhti hoon
Tu mera aashiq deewana

Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana

Tere liye jalti bujhti hoon
Tu mera aashiq deewana

Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana

Tere hawale kardi
Maine to yeh zindagani

Rang kabhi layegi
Teri meri prem kahani

Tere hawale kardi
Maine to ye zindagani

Rang kabhi layegi
Teri meri prem kahani

Aa zara mujhe bata
Kyu bhala hai tu khafa

Tere pyar mein intzar mein
Likhti rahi main afsana

Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana

Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana

Aaye hazaaro laakho
Apni jawa mehfil mein

Ghar na kisi ne banaya
Tere siwa iss dil mein

Aaye hazaaro laakho
Apni jawa mehfil mein

Ghar na kisi ne banaya
Tere siwa iss dil mein

Kya hasi hasi sama
Keh raha hai dil jawa

Nazre chaar kar bekrar kar
Dede mujhe koi nazarana

Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana

Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana

Teer mujhpe chalane ki
Koshish na kar

Teer mujhpe chalane ki
Koshish na kar

Dil jala hoon jalane ki
Koshish na kar

Na pyar kar na mujhe yaad kar
Khud ko na yun barbad kar

Na pyar kar na mujhe yaad kar
Khud ko na yun barbad kar

Mujhe chhod de dil tod de
Na main tera aashiq deewana

Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana

Tere liye jalti bujhti hoon
Tu mera aashiq deewana

Main shama tu parwana
Paas aa jaane jana.

Written by Sameer

Comments

Popular posts from this blog

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao Allah Maaf Kare Song Details: Song : Allah Maaf Kare  Album : Desi Boys  (2001) Singer : Sonu Nigam, Shilpa Rao Music : Pritam Lyrics : Kumaar Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Allah Maaf Kare Lyrics Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Tujhse mohabbat ho gai Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Dekha tujhe to saansein ruk gayi Sajde mein ye aankhein jhuk gayi Teri ibaadat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Ye din jawaani ke dil ki kahaani ke Aise bitaata hoon main Tere khyaalon mein Apne sawaalon mein Uljha sa jaat hoon main (x2) Ho ladte ladte...

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011)

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011) Jhak maar ke Song Details : Song : Jhak Maar Ke Album : Desi boyz  (2011) Singer :  Harshdeep Kaur, Neeraj Shridhar Music : Pritam  Lyrics : Irshad Kamil  Starring : John Abraham, Deepika Padukone. Jhak Maar Ke Lyrics Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Tujhpe na aitbar mujhe Fika lage tera pyaar mujhe Main na banaoon dildaar tujhe Saare sapne te jhoote Ab tak pyaar ke Dil jaane rab jaane Na khabar pe main Tere ab dil haar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Jab jab yaara dhoondo tuhjko Paa loon main khud ko Hi tu hi hai mera pata Duniya bhar ki kasme kha kar Karke vaade kehta hoon ...

dheere dheere se lyrics-Aashiqui | Kumar sanu

dheere dheere se lyrics-Aashiqui | Kumar sanu  Dheere dheere se song lyrics details : Song : Dheere Dheere Se Film : Aashiqui Singer : Kumar Sanu, Anuradha Paudwal  Music Director : Nadeem-Shravan  Lyrics : Sameer Starring : Rahul Roy, Anu agarwal. dheere dheere se lyrics-Aashiqui | Kumar sanu  Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana Tum Se Pyaar Humein Kitna Hai Jaane Jaana Tumse Milkar Tumko Hai Bataana Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana Tum Se Pyaar Humein Kitna Hai Jaane Jaana Tumse Milkar Tumko Hai Bataana Jabse Tujhko Dekha Dil Ko Koi Aaraam Nahin Mere Hothon Pe Ek Tere Siva Koi Naam Nahin Apna Bhi Haal Tumhare Jaisa Hai Saajan Bas Yaad Tujhe Karti Hoon Aur Koi Kaam Nahin Ban Gaya Hoon Main Tera Deewana Dheere Dheere Se Dil Ko Churaana Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana Dheere Dheere Se Mere ...