Skip to main content

Yunhi kat jaayega Safar saath lyrics


Yunhi kat jaayega Safar saath lyrics 


Yunhi kat jaayega Safar saath Song Details :

Song : Yunhi kat jaayega

Album : Hum Hain Rahi Pyar ke  (1993)

Singer : Kumar Sanu, Alka Yagnik 

Music : Nadeem Shravan 

Lyrics : Sameer 

Starring : Amir Khan, Juhi Chawla. 

Yunhi kat jaayega Safar saath lyrics

Yunhi kat jaayega Safar saath Song lyrics 


Yunhi kat jaayega
Safar saath chalane se

Ki manzil aayegi
Nazar saath chalane se

Yunhi kat jaayega
Safar saath chalane se

Ki manzil aayegi
Nazar saath chalane se

Yunhi kat jaayega
Safar saath chalane se

Ki manzil aayegi
Nazar saath chalane se
Laa la la laa la


Hum hain raahi pyar ke
Chalana apana kaam

Hum hain raahi pyar ke
Chalana apana kaam

Palbhar mein ho jaayegi
Har mushkil nakaam

Palbhar mein ho jaayegi
Har mushkil nakaam

Housala na haarenge
Hum to baazi maarenge

Housala na haarenge
Hum to baazi maarenge

Yunhi kat jaayega
Safar saath chalane se

Ki manzil aayegi
Nazar saath chalane se
Laa la la laa la

Kehati hain ye waadiya
Badalega mausam

Kehati hain ye waadiya
Badalega mausam

Na koi parvaah hain
Khushiya ho ya gum

Na koi parvaah hain
Khushiya ho ya gum

Aandhiyon se khelenge
Dard saare jhelenge

Aandhiyon se khelenge
Dard saare jhelenge

Yunhi kat jaayega
Safar saath chalane se

Ki manzil aayegi
Nazar saath chalane se

Yunhi kat jaayega
Safar saath chalane se

Ki manzil aayegi nazar
Saath chalane se

Mehnat ke aage
Sabhi kadbire bekaar

Mehnat ke aage
Sabhi kadbire bekaar

Hoti uski jiit hai
Jo na maane haar

Hoti uski jiit hai
Jo na maane haar

Raat jab dhal jaati hai
Subah suhani aati

Raat jab dhal jaati hai
Subah suhani aati

Yunhi kat jaayega
Safar saath chalane se

Ki manzil aayegi
Nazar saath chalane se

Yunhi kat jaayega
Safar saath chalane se

Ki manzil aayegi
Nazar saath chalane se

Yunhi kat jaayega
Safar saath chalane se

Ki manzil aayegi
Nazar saath chalane se.

Written by Sameer

Comments

Popular posts from this blog

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao Allah Maaf Kare Song Details: Song : Allah Maaf Kare  Album : Desi Boys  (2001) Singer : Sonu Nigam, Shilpa Rao Music : Pritam Lyrics : Kumaar Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Allah Maaf Kare Lyrics Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Tujhse mohabbat ho gai Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Dekha tujhe to saansein ruk gayi Sajde mein ye aankhein jhuk gayi Teri ibaadat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Ye din jawaani ke dil ki kahaani ke Aise bitaata hoon main Tere khyaalon mein Apne sawaalon mein Uljha sa jaat hoon main (x2) Ho ladte ladte...

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011)

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011) Jhak maar ke Song Details : Song : Jhak Maar Ke Album : Desi boyz  (2011) Singer :  Harshdeep Kaur, Neeraj Shridhar Music : Pritam  Lyrics : Irshad Kamil  Starring : John Abraham, Deepika Padukone. Jhak Maar Ke Lyrics Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Tujhpe na aitbar mujhe Fika lage tera pyaar mujhe Main na banaoon dildaar tujhe Saare sapne te jhoote Ab tak pyaar ke Dil jaane rab jaane Na khabar pe main Tere ab dil haar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Jab jab yaara dhoondo tuhjko Paa loon main khud ko Hi tu hi hai mera pata Duniya bhar ki kasme kha kar Karke vaade kehta hoon ...

Let It Be Lyrics - Desi Boyz (2011)

Let It Be Lyrics - Desi Boyz (2011) Let it be Song Details : Song : Let It Be Album : Desi boyz  (2011) Singer : Shaan  Music : Pritam  Lyrics : Amitabh Bhattacharya  Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Let It Be Lyrics Let it be, let it be ab jaane de Ro liya aye zara muskurane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Ghalatiyon wali list mitane de Story mein ek twist toh aane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Meri majbooriyon ki hai Tujhko kasam tujhko kasam Chhod bhi de yeh naraazgi Apno se kab tak yahaan koi rootha hai Kya sahi kya nahin yeh sikha de na Bhoole hum raste pe toh aane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Let it be, let it be ab jaane de Ro liya aye zara muskurane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Fursat ki eento se ...