Skip to main content

Ishq Chunariya Lyrics - Maine pyaar kyun kiya (2005)

Ishq Chunariya Lyrics


Ishq Chunariya Song Details :

Song : Ishq Chunariya 

Album : Maine Pyaar KyunKiya  (2005)

Singer : Udit Narayan, Alka Yagnik 

Music : Himesh Reshammiya 

Lyrics : Sameer 

Starring : Salman Khan, Sushmita Sen, Katrina kaif, Arshad Warsi, Sohail Khan.

Ishq Chunariya Lyrics

Ishq Chunariya Song Lyrics


Ishq chunariya chunariya
Ishq chunariya

Ishq chunariya chunariya
Ishq chunariya

Roothe to roothe
Yeh sara zamana

Ishq chunariya odh
Ke dil mein aana

Ishq chunariya chunariya
Ishq chunariya

Roothe to roothe
Yeh sara zamana

Ishq chunariya odh
Ke dil mein aana

Mere dil mein aana
Oh sanam dil mein aana

Mere dil mein aana
Oh sanam dil mein aana

Meri paayaliya
Meri jhaajhariya

Meri chunariya
Tum the hi sajaana

Mere dil mein aana
Oh sanam dil mein aana

Mere dil mein aana
Oh sanam dil mein aana

Roothe to roothe
Yeh sara zamana

Ishq chunariya odh
Ke dil mein aana

Ishq chunariya chunariya
Ishq chunariya

Ishq chunariya chunariya
Ishq chunariya

Jab jab dekhoon tujhko
Mujhko qaraar aata hai

Teri hi soorat pe mujhko
To pyaar aata hai

Shaam savere bas tera
Intezaar karti hoon

Naam tera le le ke main
To salaam karti hoon

Tujhe ishq apna
Banaana hai ab to

Aakhon se kaajal
Churaana hai ab to

Dekho wada karke
Bhool na jaana

Ishq chunariya odh
Ke dil mein aana

Mere dil mein aana
Oh sanam dil mein aana

Mere dil mein aana
Oh sanam dil mein aana

Dil ke sanam aane mein
Jaana teri zaroorat hai

Saari duniya mein tujhse
Na koi khoobsoorat hai

Khulke saare jahaan se
Yeh baar baar kehna hai

Teri baahon ke saaye
Mein ab mujhe rehna hai

Tu meri hai meri
Hamesha kahoonga

Tujhe dhadkano mein
Chhupaake rakhoonga

Pyaar kiya hai tum
Yeh pyaar nibhaana

Ishq chunariya odh
Ke dil mein aana

Mere dil mein aana
Oh sanam dil mein aana

Mere dil mein aana
Oh sanam dil mein aana

Roothe to roothe
Yeh sara zamana

Ishq chunariya odh
Ke dil mein aana

Mere dil mein aana
Oh sanam dil mein aana

Mere dil mein aana
Oh sanam dil mein aana

Ishq chunariya chunariya
Ishq chunariya

Ishq chunariya chunariya
Ishq chunariya.

Written by Sameer

Comments

Popular posts from this blog

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao Allah Maaf Kare Song Details: Song : Allah Maaf Kare  Album : Desi Boys  (2001) Singer : Sonu Nigam, Shilpa Rao Music : Pritam Lyrics : Kumaar Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Allah Maaf Kare Lyrics Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Tujhse mohabbat ho gai Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Dekha tujhe to saansein ruk gayi Sajde mein ye aankhein jhuk gayi Teri ibaadat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Ye din jawaani ke dil ki kahaani ke Aise bitaata hoon main Tere khyaalon mein Apne sawaalon mein Uljha sa jaat hoon main (x2) Ho ladte ladte...

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011)

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011) Jhak maar ke Song Details : Song : Jhak Maar Ke Album : Desi boyz  (2011) Singer :  Harshdeep Kaur, Neeraj Shridhar Music : Pritam  Lyrics : Irshad Kamil  Starring : John Abraham, Deepika Padukone. Jhak Maar Ke Lyrics Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Tujhpe na aitbar mujhe Fika lage tera pyaar mujhe Main na banaoon dildaar tujhe Saare sapne te jhoote Ab tak pyaar ke Dil jaane rab jaane Na khabar pe main Tere ab dil haar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Jab jab yaara dhoondo tuhjko Paa loon main khud ko Hi tu hi hai mera pata Duniya bhar ki kasme kha kar Karke vaade kehta hoon ...

Let It Be Lyrics - Desi Boyz (2011)

Let It Be Lyrics - Desi Boyz (2011) Let it be Song Details : Song : Let It Be Album : Desi boyz  (2011) Singer : Shaan  Music : Pritam  Lyrics : Amitabh Bhattacharya  Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Let It Be Lyrics Let it be, let it be ab jaane de Ro liya aye zara muskurane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Ghalatiyon wali list mitane de Story mein ek twist toh aane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Meri majbooriyon ki hai Tujhko kasam tujhko kasam Chhod bhi de yeh naraazgi Apno se kab tak yahaan koi rootha hai Kya sahi kya nahin yeh sikha de na Bhoole hum raste pe toh aane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Let it be, let it be ab jaane de Ro liya aye zara muskurane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Fursat ki eento se ...