Banaa Ke Kyun Bigaadaa Re Lyrics
Banaa Ke Kyun Bigaadaa Re Song Details :
Song : Banaa Ke Kyun Bigaadaa Re
Album : Zanjeer (1973)
Singer : Lata Mangeshkar
Music : Kalyanji Anandji
Lyrics : Gulshan Bawra
Starring : Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan.
Banaa Ke Kyun Bigaadaa Re Song Lyrics
Banaa ke kyun bigada re
Banaa ke kyun bigada re
Bigada re nasiba
Upar wale upar wale
Banaa ke kyun bigada re
Bigada re nasiba
Upar wale upar wale
Banaa ke kyun bigada re
Jo tujhako mazur nahi thaa
Phul khile is pyaar ke
Phir kyo tune in aankho
Ko rag dikhaae bahaar ke
Aas bandhaa ke pyaar
Jataa ke bigada re nasiba
Upar wale upar wale
Banaa ke kyun bigada re
Paap kare insaan agar
To wo paapi kehlata hai
Tune bhi ye paap kiyaa phir
Kaise kahun tu data hai
Raah dikhaa ke raah
Pe laa ke bigada re nasiba
Upar wale upar wale
Banaa ke kyun bigada re
Bigada re nasiba
Upar wale upar wale
Banaa ke kyun bigada re.
Written by Gulshan Bawra

Comments
Post a Comment