Skip to main content

Chakku Chhuriyaan Tezz Karaa Lo Lyrics - Zanjeer (1973)

Chakku Chhuriyaan Tezz Karaa Lo Lyrics


Chakku Chhuriyaan Tezz Karaa Lo Song Details :

Song : Chakku Chhuriyaan

Album : Zanjeer (1973)

Singer : Asha Bhosle 

Music : Kalyanji Anandji

Lyrics : Gulashan Bawra

Starring : Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan.

Chakku Chhuriyaan Tezz Karaa Lo Lyrics

Chakku Chhuriyaan Tezz Karaa Lo Song Lyrics



Chakku chhuriyaan tezz karaa lo
Chakku chhuriyaan tezz karaa lo

Chakku chhuriyaan tezz karaa lo
Main toh rakhoon aaisee dhaar

Ke chakku bann jaaye talwaar
Ke dekho rakhwaake ek baar

Na peechhe pachhathaanaa sarkaar
Yeh zamaanaa hai tezee kaa zamaanaa

Chakku churiyaan tezz karaa lo

Chakku chaahe bhi ho kaissaa
Ho chakku chaahe bhi ho kaissaa

Patthar pe ghisoon main aisaa
Chakku chamkegaa chaandi jaisaa

Majoori leti hoon main dus paisa
Majoori leti hoon main dus paisaa

Woh jeevan yaar binaa kuchch naahin
Dil jo pyaar binaa kuchch naahin

Nar jyun naar binaa kuchch naahin
Chakku dhaar binaa kuchch naahin

Jisske ghar mein tezz ho chaaku
Usske ghar mein ghusse naa daaku

Ho usske ghar mein ghusse naa daaku

Jisske ghar mein tezz ho chaaku
Daaku choron se ghar ko bachaanaaa

Chakku churiyaan tezz karaa lo
Chakku churiyaan tezz karaa lo

Main toh rakhoon aaisee dhaar
Ke chakku bann jaaye talwaar

Ke dekho rakhwaake ek baar
Na peechhe pachhthaanaa sarkaar

Yeh zamaanaa hai tezee kaa zamaanaa

Chakku chhuriyaan tezz karaa lo

Miley sadak pe koyee mawaali
Hey mile sadak pe koyee mawaali

Daaroo pee ke jo de de tumhein gaali
Chaaku tez karegaa rakhwaali ee eee

Iss baat pe bachchon maaro taali
Ho iss baat pe bachchon maaro taali

Kal ek bolaa mujhko heer
Teri zulfein hain zanjeer

Teri do aankhon ke teer
Ke meraa gaye kalejaa chheer

Maine churi dikhaayee jhat se
Maine churi dikhaayee jhat se

Bolaa behen jee mujhko phatt se
Bolaa behen jee mujhko phatt se

Tum raakhi ke din ghar aanaa
Chakku chhuriyaan tezz karaa lo

Chakku chhuriyaan tezz karaa lo
Main toh rakhoon aaisee dhaar

Ke chakku bann jaaye talwaar
Ke dekho rakhwaake ek baar

Na peechhe pachhahaanaa sarkaar
Yeh zamaanaa hai tezee kaa zamaanaa

Chakku chhuriyaan tezz karaa lo
Chakku chhuriyaan tezz karaa lo.

Written by Gulshan Bawra

Comments

Popular posts from this blog

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao Allah Maaf Kare Song Details: Song : Allah Maaf Kare  Album : Desi Boys  (2001) Singer : Sonu Nigam, Shilpa Rao Music : Pritam Lyrics : Kumaar Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Allah Maaf Kare Lyrics Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Tujhse mohabbat ho gai Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Dekha tujhe to saansein ruk gayi Sajde mein ye aankhein jhuk gayi Teri ibaadat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Ye din jawaani ke dil ki kahaani ke Aise bitaata hoon main Tere khyaalon mein Apne sawaalon mein Uljha sa jaat hoon main (x2) Ho ladte ladte...

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011)

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011) Jhak maar ke Song Details : Song : Jhak Maar Ke Album : Desi boyz  (2011) Singer :  Harshdeep Kaur, Neeraj Shridhar Music : Pritam  Lyrics : Irshad Kamil  Starring : John Abraham, Deepika Padukone. Jhak Maar Ke Lyrics Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Tujhpe na aitbar mujhe Fika lage tera pyaar mujhe Main na banaoon dildaar tujhe Saare sapne te jhoote Ab tak pyaar ke Dil jaane rab jaane Na khabar pe main Tere ab dil haar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Jab jab yaara dhoondo tuhjko Paa loon main khud ko Hi tu hi hai mera pata Duniya bhar ki kasme kha kar Karke vaade kehta hoon ...

Let It Be Lyrics - Desi Boyz (2011)

Let It Be Lyrics - Desi Boyz (2011) Let it be Song Details : Song : Let It Be Album : Desi boyz  (2011) Singer : Shaan  Music : Pritam  Lyrics : Amitabh Bhattacharya  Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Let It Be Lyrics Let it be, let it be ab jaane de Ro liya aye zara muskurane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Ghalatiyon wali list mitane de Story mein ek twist toh aane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Meri majbooriyon ki hai Tujhko kasam tujhko kasam Chhod bhi de yeh naraazgi Apno se kab tak yahaan koi rootha hai Kya sahi kya nahin yeh sikha de na Bhoole hum raste pe toh aane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Let it be, let it be ab jaane de Ro liya aye zara muskurane de Itna toh haq banta hai mujhe Ik chance toh de de zindagi Fursat ki eento se ...