Skip to main content

Khaike Pan Banaras Wala Lyrics - Don (1978)

Khaike Pan Banaras Wala Lyrics 


Khaike Pan Banaras Wala Song Details :

Song : Khaike Pan Banaras Wala

Album : Don  (1978)

Singer : Kishore kumar 

Music : Kalyanji Anandji 

Lyrics : Anjaan 

Starring : Amitabh Bachchan, Zeenat Aman.

Khaike Pan Banaras Wala Lyrics

Khaike Pan Banaras Wala Song Lyrics 

 
Hmmmm burr burr
Arrey bhang kaa rang

Jamaa ho chakaachak
Phir lo paan chabaay

Aa umm umm, aahaa!
Arrey aisaa jhatkaa lage jiyaa pe
Punar janam hoi jaay

O khaike paan banaaras vaalaa
O khaike paan banaaras vaalaa

Khul jaaye band akal kaa taalaa
O khaike paan banaaras vaalaa

Khul jaaye band akal kaa taalaa
Phir to aisaa kare dhamaal

Seedhi kar de sabki chaal
O chhoraa gangaa kinaare vaalaa

O chhoraa gangaa kinaare vaalaa
O khaike paan banaaras vaalaa
Khul jaaye band akal kaa taalaa

Uun…

Arrey ram duhaai ee ee ee,
Kaise chakkar mein pad gayaa haay haay haay..

Kahaan jaan fansaai ee ee ee,
Main to sooli pe chadh gayaa haay haay

Kaisaa seedhaa saadaa
Main kaisaa bholaa bhaalaa, haan haan!

Arrey, kaisaa seedhaa saadaa
Main kaisaa bholaa bhaalaa

Jaane kaun ghadi mein pade gayaa
Padhe-likhon se paalaa

Meethi chhoori se,
Meethi chhoori se huaa halaal

Chhoraa gangaa kinaare vaalaa
O chhoraa gangaa kinaare vaalaa

O khaike paan banaaras vaalaa
Khul jaaye band akal kaa taalaa

Uun…

Ek kanyaa kunvaari ee ee ee
Hamri soorat pe mar gayee haay haay haay

Ek meethi kataari ee ee ee,
Hamre dil mein utar gayee haay haay

Kaisi gori gori vo teekhi teekhi chhori, vaah vaah!

Arrey kaisi gori gori vo teekhi teekhi chhori

Karke joraa-jori, kar gayee hamre dil ki chorii

Mili chhori to, mili chhori to huaa nihaal

Chhoraa gangaa kinaare vaalaa
O chhoraa gangaa kinaare vaalaa

O khaike paan banaaras vaalaa
Khul jaaye band akal kaa taalaa

O khaike paan banaaras vaalaa
Khul jaaye band akal kaa taalaa

Phir to aisaa kare dhamaal
Seedhi kar de sabki chaal

O chhoraa gangaa kinaare vaalaa
O chhoraa gangaa kinaare vaalaa

O chhoraa gangaa kinaare vaalaa, haan.

Written by Anjaan

Comments

Popular posts from this blog

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao

Allah Maaf Kare Lyrics - Desi Boys | Sonu Nigam, Shilpa Rao Allah Maaf Kare Song Details: Song : Allah Maaf Kare  Album : Desi Boys  (2001) Singer : Sonu Nigam, Shilpa Rao Music : Pritam Lyrics : Kumaar Starring : Akshay Kumar, John Abraham, Deepika Padukone, Chitrangda Singh. Allah Maaf Kare Lyrics Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Tujhse mohabbat ho gai Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Dekha tujhe to saansein ruk gayi Sajde mein ye aankhein jhuk gayi Teri ibaadat ho gayi Allah maaf kare Tujhse mohabbat ho gayi Allah maaf kare Tauba qayamat ho gai Allah maaf kare Tauba tauba tere pyaar mein Lut gaya iqraar mein Ye din jawaani ke dil ki kahaani ke Aise bitaata hoon main Tere khyaalon mein Apne sawaalon mein Uljha sa jaat hoon main (x2) Ho ladte ladte...

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011)

Jhak Maar Ke Lyrics - Desi Boyz (2011) Jhak maar ke Song Details : Song : Jhak Maar Ke Album : Desi boyz  (2011) Singer :  Harshdeep Kaur, Neeraj Shridhar Music : Pritam  Lyrics : Irshad Kamil  Starring : John Abraham, Deepika Padukone. Jhak Maar Ke Lyrics Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Ab na tu rakhna tu Mere dil ka yeh chota Mota haq maar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Tujhpe na aitbar mujhe Fika lage tera pyaar mujhe Main na banaoon dildaar tujhe Saare sapne te jhoote Ab tak pyaar ke Dil jaane rab jaane Na khabar pe main Tere ab dil haar ke Galti se galti ki Kabhi pichhe pichhe Aaya tere jhak maar ke Jab jab yaara dhoondo tuhjko Paa loon main khud ko Hi tu hi hai mera pata Duniya bhar ki kasme kha kar Karke vaade kehta hoon ...

dheere dheere se lyrics-Aashiqui | Kumar sanu

dheere dheere se lyrics-Aashiqui | Kumar sanu  Dheere dheere se song lyrics details : Song : Dheere Dheere Se Film : Aashiqui Singer : Kumar Sanu, Anuradha Paudwal  Music Director : Nadeem-Shravan  Lyrics : Sameer Starring : Rahul Roy, Anu agarwal. dheere dheere se lyrics-Aashiqui | Kumar sanu  Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana Tum Se Pyaar Humein Kitna Hai Jaane Jaana Tumse Milkar Tumko Hai Bataana Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana Dheere Dheere Se Mere Dil Ko Churaana Tum Se Pyaar Humein Kitna Hai Jaane Jaana Tumse Milkar Tumko Hai Bataana Jabse Tujhko Dekha Dil Ko Koi Aaraam Nahin Mere Hothon Pe Ek Tere Siva Koi Naam Nahin Apna Bhi Haal Tumhare Jaisa Hai Saajan Bas Yaad Tujhe Karti Hoon Aur Koi Kaam Nahin Ban Gaya Hoon Main Tera Deewana Dheere Dheere Se Dil Ko Churaana Dheere Dheere Se Meri Zindagi Mein Aana Dheere Dheere Se Mere ...