Skip to main content

Do Ka Chaar Lyrics - Chaman Bahaar (2020)

Do Ka Chaar Lyrics 


Do Ka Chaar Song Details :

Song : Do ka chaar

Album : Chaman Bahaar (2020)

Singer : Sonu Nigam 

Music : Anshuman Mukerjee

Lyrics : Apurva Dhar Badgaiyan

Starring : Jitendra Kumar, Ritika Badiani, Bhuvan Arora.

Do Ka Chaar Lyrics

Do Ka Chaar Song Lyrics 



Do ka chaar tere liye solah
Tu zarde ki hichki gulkand ka tola

Tu meetha paan, main kattha koriya
Dekha jo tujhko, mera dil yeh bola..

Tu raaj dulari, Main Shambhu bhola
Tu mann mohini, Mera bairaagi chola

Tu tezz chingari, Main charas ka jhola
Tu meethi roohafza, Main barf ka gola

Udti hai khushboo kimami
Hota nasha zaafrani

Main betod dard ki kahaani
Tu hi to hai mera malham Yunani

Do ka chaar tere liye 36
Dekhun jo tujhko ho jaata hoon 32

Do ka chaar tere liye solah
Dekh ke hi tujhko mera ye dil bola

Majnu hai sar pe sawaar
Kaleje pe chalti kataar

Haaye teri neeli kurti, laal feeta
Tu aati toh aati bahaar

Do ka chaar, tere liye galla
Tu hi to Allah, tu hi mohalla

Do ka chaar, tere liye solah
Dekha jo tujhko mera dil yeh bola haaye!

Written by Apurva Dhar Badgaiyan

Comments

Popular posts from this blog

Hum saath saath hain lyrics - Hum saath saath hain | Kumar sanu

Hum saath saath hain lyrics - Hum saath saath hain | Kumar sanu  Hum saath saath hain song lyrics details : Title Song : Hum saath saath hain  Album : Hum saath saath hain  Singer : Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Hariharan, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Udit Narayan Music : Raamlaxman (Vijay Patil) Lyrics : Dev Kohli Starring : Salman Khan, Karisma Kapoor, Saif Ali Khan, Tabu, Sonali Bendre, Mohnish Behl, Neelam Kothari. Hum saath saath hain lyrics - Hum saath saath hain Phoolon mein khushbu hai Is  dil mein ik tu hai Janmon ke saathi  Hum saath saath hain Janmon ke saathi  Hum saath saath hain Nainon mein jyoti hai Seepi mein moti hai Janmon ke saathi Hum saath saath hain  Janmon ke saathi Hum saath saath hain Jaise hanson ke sang hansini Jaise chanda mein hai chandni..  Jaise kaviyon ki ho bhawana Jaise man mein koi kaamna Diya aur baati Hum saath saath hain Janmon ke saathi Hum saath saath hain Jaise aankhon me

Chandaniya (Lori Lori) Lyrics - Rowdy Rathore 2012

Chandaniya (Lori Lori) Lyrics  Chandaniya (Lori Lori) Song Details : Song : Chandaniya (Lori Lori)  Album : Rowdy Rathore  (2012) Singer : Shreya Ghoshal  Music : Sajid-Wajid  Lyrics : Sameer  Starring : Akshay Kumar, Sonakshi Sinha. Chandaniya (Lori Lori) Song Lyrics  Lori lori lori Lori lori lori Lori lori lori Lori lori lori… Chandaniya chhup jaana re Chhan bhar ko luk jaana re (Luk Mean hide) Nindiya aankhon mein aaye Bitiya meri so jaaye hmm mm… Nindiya aankhon mein aaye bitiyaa meri so jaaye Leke god mein sulaao Gaao raat bhar sunaao Main lori lori Ho main lori lori Lori lori lori Lori lori lori Lori lori lori Lori lori lori Gardhaniyaan chhun chhun baje Palkan mein sapna saje Dheeme-dheeme haule-haule Pawan basanti dole hmm hmm… Dheeme dheeme haule haule Pawan basanti dole Leke god mein sulaao Gaaon raat bhar sunaao Main lori lori Oh oh ho main lori

Tere Dard Se Dil Aabad Raha Lyrics

Tere Dard Se Dil Aabad Raha Lyrics  Tere Dard Se Dil Aabad Raha Song Details :  Song : Tere Dard Se Dil Aabad Raha  Album : Deewana  (1992) Singer : Kumar Sanu  Music : Nadeem Shravan  Lyrics : Sameer  Starring : Rishi Kapoor, Shahrukh Khan, Divya Bharti. Tere Dard Se Dil Aabad Raha Song Lyrics (Tere dard se dil aabad raha - (2) Kuchh bhul gaye kuchh yad raha, kuchh yad raha) - (2) Nasiba bhee kya rang laya, kaha lake ham ko milaya - (2) Apnee wafa ley gul khil naa paye Milke bhee tujhse ham mil naa paye Darde dil ham kaise sahe, durr bhee ham kaise rahe Teraa gam tere jane key bad raha - (2) Kuchh bhul gaye kuchh yad raha, kuchh yad raha Jane wafa tujhko kya de, dil keh raha hai duwa de - (2) Arman bujhe hai sapne dhuan hai Mar mar key ham toh jinda yaha hai Bekhudee me ham kho gaye, phir juda tujhse ho gaye Chahat kaa jahan barbad raha - (2) Kuchh bhul gaye kuchh yad raha, kuchh yad raha Tere dard se dil